Thursday, 15 September 2016

Do Lafjon ki kahani

Ise lafjon me yun hi kaise kah sakoge tum 
Ye ahsaas hai , jajbaat hai ,
kisse hai sadiyon ke .
Kabhi kagaj me simate lafj hai ..
Kabhi niche hai takiyon ke ..
Ye un kagajon ke fate hue se hai tukade ..
Jo pure pure se mujhme tujh me baki hai ..
Inhi do lafjon me tum kitna sametoge
Ye sirf teri hi ni pagal..
meri bhi kahani hai .. .


No comments:

Post a Comment